Congress neta DK Shivkumar ko Milegi Bell ya Rahenge jail mein jamanat yachika per sunvaee Aaj

by - September 22, 2019


Congress neta DK Shivkumar ko Milegi Bell ya Rahenge jail mein jamanat yachika per sunvaee Aaj Ham Aapko Full Explain Krenge By India news live today.

DK Shivkumar  bell & jail

DK Shivkumar  bell & jail

Nai Delhi money laundering mamle Mein girftar Congress neta DK Shivakumar ki jamanat yachika per Delhi ki rouse Avenue Court Aaj sunvaee Karega isase pahle didi Ne rouse Avenue Court mein Shiv Kumar ki jamanat yachika per Apna jawab dakhil kiya tha Abhinay Shiv Kumar ki jamanat yachika ka virodh karte hue Kaha Tha ki hirasat mein poochhtaachh ke dauran hone pratyaksh dastavej ji- kabutaron ke bavjud Sahyog nahin kiya tha usne Kaha Tha ki jaanch mein Kai vyaktiyon vah sansthaon ke naam Samne Aaye Hain mamle ko tarkik Nishkarsh per Le jaane ke liye ine logon se poochhtaachh jaruri hai aur Agar Shivkumar ko jamanat di Jaati Hai to Puri Sambhavna hai ki vah jaanch Mein Bada Paida Karenge Aur ukt vyaktiyon Ko prabhavit Karenge aapko Bata Den Ki rouse Avenue Court Ne Congress neta DK Shivkumar ko ek Tumba Tak nyaay hirasat mein bhejne ka Aadesh diya tha Sathi Court Ne Shivkumar ki Swasthya ko Pahli prathmikta dete Hue unhen aspataal shift Karne Ko Kaha Tha Court Ne Kaha Tha ki agar Doctor Shivkumar ko hospital mein admit karne ko Jaruri batate hain to unhen hospital mein admit kiya jaaye aur hospital se discharge hote hi unhen Bihar jail bheja Jaaye Darshan Shivkumar 2016 Mein notebandi ke bad Se Hi Aaykar Vibhag aur add ke radar par thi unke Nai Delhi sthit plate se 2 August 2017 ko Aaykar Vibhag ki talashi ke dauran 8.49 karod rupaye ki nakdi baramad ki Gai thi Iske bad Aaykar Vibhag Ne Congress neta aur unke 4 Anya sahyogi ke khilaf Aaykar adhiniyam 1961 ki dhara 277 aur 278 ke tahat aur Bhartiya dand Sanhita ki dhara 120 B 193 aur 199 ke tahat Mamla darj Kiya Aaykar Vibhag ke aarop Patra ke Aadhar per ade Ne Shiv Kumar ke khilaf money laundering ka case darj kiya tha

You May Also Like

0 Comments